jis des k maon behno ko aghyar utha kr le jaen

kabhi mil to tujh ko bataen hum

hum shah jahan ky hat kathey mazdor tak gaye

kiye muhabbat se jo they pehly, gunah sarey maaf kar do


mazi se bhi musalsal rabt rakhta hun, toot ke bikhro to bhi zabt rakhta hun


samey samey ki khalish mein tera malah hai, judaiyon mein bhi aalam wasal rahy


mein dasht dasht ruswa, tu sarab sa musalsal, mein lamha lamha tanha, tu khuwab sa musalsal


usny piyar ka khel bhi nafrat se khela, har bar wo zalim mere hasrat se khela


yazeed naqsha joro jafa banata hai, Hussain (a.s) is mein khat karbala banata hai


wahi elm hai, wahi log, qafla hai wahi - manqabat


pushto sy mein naseer hun mangta hussai (a.s) ka


ek aas lagaey betha hu, ek bar to kaba dekho - naat shareef


khaak mujh mein aesa kamal rakha hai - Naat Shareef


mein to Panjtan Ghulam hun - Naat Shareef

                  

bakhshish ka mere doston saman ho gia - naat shareef


dare pak par bula ley meri jan madiny waly - Naat Shareef


barha tujh sy kaha tha mujhy apna na bana | wasi shah

Ban ke rehty they jo Mazi mein Ujalon ki tarah

'Ban ke rehty they jo Mazi mein Ujalon ki tarah
Aaj kitabo'n mein hain wo log Hawalon ki tarah

Shab e tareek mein ye bikhry huwe taary dekho
Kisi ulfat mein uljhy hain Khyalon ki tarah

Maykash kiya hai teri ulfat ne mujhe
Teri yaadein hain Sagar k Pyalon ki tarah

Raah e ulfat mein kai Log toot kar bikhry
Dunya karti hai unheid me aksar

Shab bhar nahi sotey teri yaad me aksar
Be'dard zamaney ka bahana sa bana k
Hum toot k rotey hain Sawalon ki tarah.