'Ban ke rehty they jo Mazi mein Ujalon ki tarah
Aaj kitabo'n mein hain wo log Hawalon ki tarah
Shab e tareek mein ye bikhry huwe taary dekho
Kisi ulfat mein uljhy hain Khyalon ki tarah
Maykash kiya hai teri ulfat ne mujhe
Teri yaadein hain Sagar k Pyalon ki tarah
Raah e ulfat mein kai Log toot kar bikhry
Dunya karti hai unheid me aksar
Shab bhar nahi sotey teri yaad me aksar
Be'dard zamaney ka bahana sa bana k
Hum toot k rotey hain Sawalon ki tarah.