Showing posts with label *Emotional Islamic Lines*. Show all posts
Showing posts with label *Emotional Islamic Lines*. Show all posts

kabhi mil to tujh ko bataen hum

Ghalib | Iqbal | Faraz | Wasi | Saqi


La ila ha Ill llah



Muhammad (S.a.w.w) ka Pegam Kia--------- La ila ha Ill llah

Sadeeq (R.a) ki sadaqat Kia-------------------- La ila ha Ill llah

Umar(R.a) ki Adalat kia -------------------------- La ila ha Ill llah

Usman (R.a) ki sakhwat kia --------------------- La ila ha Ill llah

Ali (R.a) ki shujaat kia ---------------------------- La ila ha Ill llah

Qasim Ki pukar kia -------------------------------- La ila ha Ill llah

Tepoo ki Lalkar kia -------------------------------- La ila ha Ill llah

Pakistan ka matlab kia -----------------------------La ila ha Ill llah 

kashmirion se rishta kia -------------------------- La ila ha Ill llah

Afghniyon se rishta kia ---------------------------- La ila ha Ill llah

Tera Mera Rishta kia -------------------------------- La ila ha Ill llah

Ess Zindagi ki Qemat kia ---------------------------La ila ha Ill llah

Golden Words


Jab kisi insan k aagey roshni hoti hai 

to uska saya pichey aata hai


Aur jab roshni pichey hoti hai 

to us ka saya aagey aata hai


DEEN 'ROSHNI' hai 

Aur DUNIYA 'SAYA' hai


DEEN ko AAGEY rakho ge 

to DUNIYA khud pichey aaye gi


Aur DEEN ko pichey rakho ge 

to DUNIYA aap se aagey bhagey gi.

for Muslims | magr tawajja hum krty nahi